every verse begins in silence

Verses in Motion

the ink is still drying…

Sai Pranay Tadakamalla

Vm
I · LoveHindi / Urdu

That girl

Woh ladki… ek khwab thi, jo meri tanhaayi ka sach ban gayi,

Main uske husn ka qaid hoon, aur yeh qaid meri azaadi ban gayi,

Uski hansi mein chhupa hai mera saara khauf, mera saara sukoon,

Aur main… bas ek shayar, jo uske naam se apni umr likh raha hai.

— Sai Pranay Tadakamalla