I · LoveHindi / Urdu
Moment by moment
Pal pal mere chain ko yun churaya aapne,
Ki na paas aaye, na hi door gaye.
Meri aankhon pe aisa jaadu chha gaya,
Ki aapko na chhod sakta hoon, na bhool sakta hoon.
Aise mere dil mein base ho aap,
Jaise Shyam mein basi ho Radha.
— Sai Pranay Tadakamalla