every verse begins in silence

Verses in Motion

the ink is still drying…

Sai Pranay Tadakamalla

Vm
I · LoveHindi / Urdu

The seven stages of love — from a glance to annihilation

Dilkashi se hui shuruaat, ek nazar mein kho gaye,

Uns ki baarish mein bheege, har lamha Mohabbat ho gaye.

Mohabbat ne rukh badla, ab Aqeedat ki raah chali,

Ibadat ban gaya har ehsaas, har saans mein tera naam basi.

Junoon ka aisa aalam, khud se begaane ho gaye,

Maut bhi muskura uthi, jab tujhmein fana ho gaye.

— Sai Pranay Tadakamalla