IV · The SelfHindi / Urdu
Who am I
Aakhir main hoon kaun, sab karne ki zid pe ada hua bachcha,
Ya waqt ke haathon haar gaya, khud se hi lada hua bachcha.
Khwahishein toh hazaar hain, par haathon mein kuch bhi nahi,
Main woh insaan hoon jo jeena chahta hai… par jee nahi raha kabhi.
— Sai Pranay Tadakamalla